12

Priti ka sauda -2. (7)

Rajiv ko yah soon kar khushi hue . Usnai Sunil sai kaha mairai paas ek sauda hai tairai leyah manzur ho to bol . Sunil nai kaha Malik mai aapkai leyah kya kar sakta hu . Daikh tujhe to malum he hai kai maira ek baita hai to mai chahta hu kai tu apni baite ke shadi us sai Kara dai . Es kai badlai mai mai tujhe 5acre Zamin dunga or taira 3lakh ka karza bhi maaf kardunga badlai mai tujhe 10 lakh dunga . Bol hai tujhe suda manzur. Sunil ek dam khus ho gaya kai abh usko karza bhi nahi daina padaiga or ulta usai paisai or zamin bhi mil jaige or muft mai uske baite ke shadi bhi ho jaige . Or voh aisa moka kabhi nahi janai daiga usnai turant haan kardi . Phir Rajiv nai kaha to bhi tai raha aaj sai ek haftai baad taire baite ke shadi mairai baitai sai hoge. Shadi hotai he tujhe tairai 10 lakh rupay or zami bhi mil jaige yah kaih kar vo waha sai janai laga . Tabhi usnai kuch paisai nekalai 50k or kaha achai sai dhayan rakhna maire Bahu kaa 1 haftai tak or haan ek or baat es saudai kai barai mai kese ko bhi pata nahi chalna chahiye samza . Sunil jii Malik mai samaz gaya aap jaisa cha haingai waisa he hoga . Phir Rajiv waha sai chala gaya . Or es tarah sai Priti ka sauda ho gaya.

Write a comment ...

Write a comment ...